How to Use Internet Data in Flight Mode
Hello Friends, Aaj is post me hum sikhenge ki hum apne mobile me Mobile Data ko on rakhte hue calling ko kaise disable kare. Yaani Yadi aap chahte hai ki aapke mobile me internet on rhe lekin kisi ka call na aaye to yah post last tk padhiye.
Friends, Kai bar kya hota hai ki hum apne mobile pr internet on krke kuchh jaruri kaam kr rhe hote hai aur hme bar bar logo ki calls aane lgti hai, jisse hme kaafi disturbance hoti hai. Aise me ydi hum Apne mobile ko yadi flight mode me rkh dete hai to fir na hi hme koi call krega aur na hi hum internet ka use kar payenge.
Aise me fir se ek badi problem hmare samne khadi ho jati hai. Aise me kya kiya jay. Iske solution ke liye aap me se kai logo ne mujhe mails kiye. Isliye aaj yah post mai likh rha hu taaki aap sabhi is trick ko jaan ske.

- अपने मोबाइल को वायरलेस स्पीकर कैसे बनाये 2 मिनिट में
- अब Whats App की नई update सबसे पहले आपको पता चलेगी
Internet On & Calling Off Kyu Karein
Friends, Kai bar hum nahi chahte hai ki hume koi bhi person call kare ya koi bhi person call kr kr ke disturb kare. Lekin us doraan hum apne mobile ka data bhi on rkhna chahte hai aur internet ka use karna chahte hai. Aise me hum is trick ki kaafi jarurat hoti hai.
Kaise Setting karein
Friends, Yadi hum Apne Mobile me Data ko on rakhkr internet use karna chahte hai aur sath hi yah bhi chahte hai ki hume koi disturb na kare to iske liye apne mobile se ek code dial karna hota hai. Aur apne mobile ki sari calls ko ek band no. pr forward krna hota hai.
Yaani yadi aapke paas aisi koi sim ya aisa koi number hai jo pahle se band hai to aap yah code dial karke apni sari incoming calls ko is band no. pr forward kar dein. Isse ye hoga ki aapka internet data to on rhega lekin jo bhi person aapko call karega vo saari calls us band no. pr forward ho jayegi. Aur aapko koi disturb bhi nhi karega.

Sabse pahle aap apne mobile se ye no. -> **21*<Mobile No.>#
**219* ke baad us no. ko daale jo band ho. Uske baad # dial karke calling ke button pr click kar dein. Aapki sari calls us band no. pr divert ya forward ho jayegi.
Iske baad yadi aap vapas is setting ko cancel karke apne mobile ko normal mode ya apni sari forward ki gai call setting ko normal karna chahte hai to ##002# dial kar dein. Aapki call forwarding ki setting normal ho jayegi aur aapke mobile pr fir se call aana start ho jayenge.

- अपने मोबाइल को वायरलेस माइक कैसे बनाएं
- खोये हुए मोबाइल को कैसे ढूंढे, मोबाइल की लोकेशन कैसे पता करें ?
To friends, Yadi aapko yah post pasand aai ho to apne friends ke sath jarur share karein. Yadi aapse call forward nhi ho par rha hai to comment karein. Fir mulaQat hogi humari next post me. Apna Khayaal rakhiyega. Thanks.
Social Plugin