Apni Shop ka Online Registration Kaise Kare
Hello Friends, Aaj hum baat karenge Apni Shop ka Online registration kaise kiya jaye. Ya fir yadi aap apni koi new shop ya business start karne ki planning kr rhe hai to uska registration kaise kiya jaye.
Is certificate ko hum Gumasta Registration Certificate bhi kehte hai. To yadi aap iske baare me detail me janna chahte hai to aap yah puri post dhyan se padhiyega aapko kuchh to kuchh to jarur sikhne ko milega.
- फेसबुक पर ऐसा काम करोगे तो Block हो जाओगे
- चीन के Trucaller से अपना नाम व नं कैसे हटाएँ
- Computer क्या है इसका पूरा इतिहास जानिये
Friends, Sabse pahle main aapko bata dena chahta hu ki jab bhi hum apni city me ya local market me koi chhota mota business start karte hai to hme uska registration karvana padta hai.
Aur yah bahut jaruri hota hai. Chahe aap apni koi shop start kar rhe hai ya koi theatre open kar rhe hai ya chahe aap apna koi coaching center start kar rhe hai, Aapko apne business ke liye license registration krvana h padta hai.

Mai aapko bata du ki iska registration aapke state ke, (chahe aap India ki kisi bhi state me rehte hai) Labour Department me hota hai. Aap apne Dist. ke Labour Department me jaiye aur vaha pr contact kariye. Aapko puri jankari mil jaegi.
Lekin kai baar kya hota hai ki jankaari ki kmi ke kaaran vo log hmse jyada paisa bhi le skte hai. Aise me hmko pta hona chahiye ki yah kaam hum ghar baithe online bhi kr skte hai.
Lekin kai baar kya hota hai ki jankaari ki kmi ke kaaran vo log hmse jyada paisa bhi le skte hai. Aise me hmko pta hona chahiye ki yah kaam hum ghar baithe online bhi kr skte hai.
- कोई Whats App मैसेज भेजकर डिलीट कर दे तो ऐसे पढ़ो
- ये तरिका अपनाओ, कम आएगा बिजली का बिल
- Google Drive क्या है. पूरी जानकारी हिंदी में।
Online apply krne se yah fayda hoga ki sabse badi chiz hmara time bachega aur sath hi paisa bhi kam lgega. To yahi to hum bhi chahte hai ki hmara kaam kam time aur kam paise me ho jaye.
To aaj hum Madhya Pradesh ke logo ke liye Shop registration process sikhenge. Aur Baaki states me bhi lagbhag yahi process hai. Aap Google pr Labour Department ki official website search kar lein aur isi prakar aap kisi bhi state me apni shop ka registration online kar skte hai.

- सबसे कम बजट वाले गेजेट्स यहां मिलेंगे आपको
- ऐसे 2 मिनिट में आधार से लिंक होगा आपका मोबाइल नं
- Download Google Input Tools
Documents Required
Friends, Online registration ke liye hme kuchh jaruri documents ki jarurat hoti hai jo ki hme scan karke unline upload krne honge. For Example - Aadhar, Voter ID, DOB proof, Residential address proof, Passport size photo, Signature etc. In sabhi documents ko aapko apne PC ya laptop me scan karke rakh lena hai.
Ab aapko Labour Department ki website par jana hai.
Iske liye aap-> Yaha Click kare. Ab aapke samne Labour Department ki website open ho jati hai. Jaisa ki aap screenshot me dekh pa rhe honge. Aapko yaha par "दूकान एवं स्थापना अधिनियम "pr Click karna hai.
Iske baad aap next page par navigate ho jate hai. Jaisa ki Image me dikhaya gya hai. Chuki Hum yaha par New Registration aur Renewal of Old registration ke baare me janne wale hai isliye ab hm Left side me dikhai de rhe New Registration pr click karenge.
Aur Jaise hi hum is pr click karenge humare samne ek form open ho jata hai. Yah form hume carefully pahle pura padh lena hai iske baad is form ko bharna hai. Form ka ek screenshot aap Image me dekh skte hai.

Is form me basic detail aapse puchhi jaati hai jo ki aap easily bhar skte hai. Lekin fir bhi koi chiz aapko samjh me nh aa rhi ho to aap niche comment kr skte hai aur apna Question puchh skte hai.
Jab aap yah form bhr lete hai to aapko challan fees bhi deni hoti hai. yaha pr aap 2 type se challan fees de skte hai. Ek to manually aap Bank me jakar chalana krva skte hai aur jo challan no. aapko Bank se milega vo aapko is form me dalna hoga.
Aur dusra tarika yah hai ki aap online challan bhi bhr skte hai. Aur online hi aapko Bank Challan no. mil jaega.

Aap is no. ko is form me dal skte hai. Iske baad aapko yaha pr documents upload krne ko kaha jaega jo maine aapko bataye the. Iske baad aapko ek Password bhi mil jaega jo aapko sambhalkr rkhna hai.
Taaki renewal ki time pr aap fir se login krke ise renew kr ske. Ab ye to baat ho gai New Registration ki lekin ab baat karte hai Registration Renewal ki.
Taaki renewal ki time pr aap fir se login krke ise renew kr ske. Ab ye to baat ho gai New Registration ki lekin ab baat karte hai Registration Renewal ki.
Yadi aapko apni Shop ka License ya registration renew karvana chahte hai to aap Renewal of old registration pr click kar lein. Iske baad aapke samne Image me diya gya page open hota hai.
Isme aapko apna Registration no. aur Password dalna hota hai. Password vhi hoga jo aapne Registration ke time pr aapko mila tha.
Iske baad aapko di gai jo bhi steps hai unko follow krna hai aur aapka Registration hai vo fr se next 5 years ke liye renew ho jaega.

To is prakar se aap apni shop ka registration kr skte hai aur kisi registration ka renewal bh kra skte hai. Ise hm Gumasta bhi kehte hai.
Friends, Yadi aap hmare is blog pr agli post kon si padhna chahte hai yah comment me jarur bataye. Aur isme koi doubt ho to bhi hme btaye. Thanks a lot to visit Sadupayog Blog.
Friends, Yadi aap hmare is blog pr agli post kon si padhna chahte hai yah comment me jarur bataye. Aur isme koi doubt ho to bhi hme btaye. Thanks a lot to visit Sadupayog Blog.
Video Dekhein->
Social Plugin