Pan Card ki Agency ke liye Kaise Apply Kare
"How to Apply online for PAN Card?" Hello friends, Main hu Manish Rathore, Sadupayog Best Hindi Blog me aapka swagat hai. Aaj hum is post me bat karne wale hai ki kaise hum ghar baithe PAN Card ka kam kar sakte hai aur Achha khasa munafa kama sakte hai.
Friends, Aaj ki yah post maine kewal Hindi me hi likhi hai Qki yah post sirf Indians ke liye hi hai. Vaise to mai mostly har post Hindi aur English dono languages me likhta hu Qki Sadupayog Blog India hi nahi balki duniya ke kai countries me padhaa jata hai.
Qki yah Post sirf Indians ke liye hi hai iskiye maine yah post sirf Hindi language me hi likhi hai. To chaliye dosto jante hai ki kaise hum PAN Card Agent ID ya fir yun kahein ki Franchise lekar PAN Card banaane ka kam kar skte hai.

- किसी भी File को अपने Computer से Permanent Delete कैसे करे
- आपके Computer में भी है यह Antivirus. जरुर चेक करें
Doston, Main yaha pr aapko ek baat batana chahunga ki Indian Govt. ne, sabhi Indian citizens ke PAN Card ko unke Aadhar Card se link karana compusary kar diya hai. Aur yadi jo log Apne PAN Card ko apne Aadhar Card se link nahi karvate hai to unka PAN Card December end tak invalid ho jaega. Yah news Hindustan Times me aai hai. Aap chahe to yah news dekh sakte hai.
Hidustan Times |
PAN Card ka kaam karke aap achha khasa paisa kama skte hai. Abhi India me jyada logo ke pass PAN Card nhi hai aur Govt. ke strict hone ke baad ab sabhi ko apna PAN Card banvana jaruri ho gya hai. PAN Card aur Aadhar Card ka kaam aisa hai ki kabhi khatm nhi hoga.
18 year ke bad har Indian ko apna PAN Card banvana hota hai jo ki hmesha chalta rhega. Dosto jaisa ki hum jante hai ki market me PAN Card ki rate kya chal rhi hai. vaise to PAN Card ke liye hume Govt ko 107/- Rs hi dena hote hai lekin Agent humse 200-300 Rs le lete hai.

Yadi aap bhi PAN Card ka karte hai aur 200-300 Rs lete hai to achha khasa paisa aap jod skte hai. Chaliye maan lete hai ki aap PAN Card ke liye 100/- Rs hi extra le rhe hai. Aur ek din me aap 10 PAN card ke liye apply karte hai to ek din ka 100x10=1000 Rs. Isi prakar se 1 mahine ka jod lijiye 1000x30=30,000/- Rs.
Yani sirf PAN Card se hi 30000/- Rs mahina. Lekin iske alawa bhi aap ek hi shop me kai sare kam kar sakte hai jaise Travel Agency ka kaam bhi aap isi shop me le sakte hai, iske alwa MPOnline ka kam bhi aap start kar sakte hai. MPOnline ke liye kaise apply karte hai iske bare me maine pahle hi aapko sari process bata diya hai.
Iske sath hi aap Aadhar Card ka kam bhi start kar sakte hai, Iske alwa aap Mobile Recharge ka kaam bhi isi shop me kar sakte hai aur achha paisa kama skte hai, Yaha mai aapko PAN Card ki franchise ya fir PAN Card ke kaam karne ke kuchh tarike batane ja rha hu zaraa dhyan se padhiyega.

PAN Card ko Aadhar Card se kaise link karte hai iske bare me mai aapko pichhli post me bata chuka hu kewal 1 minut ki process hai.
Sabse pahle to yaha main aapse kehna chahunga ki maine YouTube par ek video upload kiya hai jis par maine batya hai ki Online PAN Card ke liye kaise aavedan kare.
Why Agent ID or franchise for PAN Card?
Dosto, Ab aapke man me jarur yah baat aa rhi hogi ki jab hum ghar baithe PAN Card ke liye online apply kar sakte hai to fir Agent ID ya fir Franchise ki kya jarurat hai ? Jarurat hai Dosto, Yadi aap is kaam ko proffessionally karna chahte hai.
PAN Card ke liye vaise to hum Online apply kar sakte hai lekin yah kaam hum sirf humaare ya fir kisi family member ya fir kisi friend ke liye apply kar sakte hai. Lekin yadi hum yah kaam regular aur commercially karna chahte hai to iske liye hume Agent ID ya fir Franchise jarur leni hoti hai.
Bina Agent ID ya fir Franchise ke yadi aap yah kaam karte hai to aapko bhari nuksan ho sakta hai isliye dosto dhyan rhe ki bina Agent ID ya fir Franchise ke yah kam bilkul na kare.

How to Apply for Franchise?
Friends, India me aisi kai sari comapnies hai jo ki hume PAN Card ke liye Franchise deti hai. Yaha main aapko kuchh Achhi companies ke naam batana chahunga jiske sath milkar aap PAN Card ka kam kar sakte hai.
Lekin sath hi ek aur bat kahna chahunga ki jab bhi aap inme se kisi company ki Franchise lein to us comoany ki policy ko thik tarike se samjh lein aur jab aap setisfied ho jaein usi ke baad aap jo amount hai vo us company me deposit kare, Aur jo Franchise fees hai uske kiye aap bargening jarur kare.
Aapke bargening krne se fees kam bhi ho skti hai. To chaliye ab jaan lete hai ki kon kon si companies me hum PAN Card franchise ke liye apply kar sakte hai.

1. CSC (Common Service Center) - Free of Cost
Friends, Shayd aapko iske bare me pata hoga ya fir iske bare me jarur suna hoga. Common Service Center pure India me har ek village me open ho rhe hai aur vo bhi free of coste. Government ki yojnaaon ko chhote se chhote gaav me har insaan tak pahuchnaane ke liye Indian Govt. India ke har gav me CSC open kar rhi hai iske liye hume ek rupya bhi nhi dena hota hai.
Sath hi berojgaar logo ko CSC center open karne par rojgar bhi mil rha hai. Iske liye jyada investment bhi nhi hai. Sirf ek Computer/Laptop, Printer, aur Internet connectivity ki jarurt hoti hai. Yadi aap CSC ke liye free me apply karna chahte hai to yaha Apna CSC ki official website par jakar aap free registration kar skte hai.
CSC ke andar aapko 100 se adhik services milti hai jin par kaam karke aap achha khasa paisa earn kar sakte hai. Aaj desh me kai sari ledies bhi CSC Center chalaa rhi hai. To yadi aap bina paisa lagaaye logo ke PAN Card banana chahte hai to CSC aapke liye ek bahut hi achha platform hai. Dosto aapko iske baare me koi nhi batayega.

2. Utiitsl (UTI Infrastructure Technology & Services Ltd)
Friends, Utiitsl bhi ek bahut hi shandar company hai. Aur jaha tak mujhe pta hai yah company bhi PAN Card ka kaam dene ke liye aapse koi paisa nahi leti hai. Bas company ki kuchh requirements hoti hai jinhe aapko pura karna hota hai. Jaise ki-
- Area of around minimum100 squre feet
- Computer with internet connectivity
- Business capital of minimum 50,000/- Rs
- Landline Phone is compulsary
- Email Address
- PAN Number Compusary
Iske alawa staff me kam se 2 ya 2 se jyada log hona chahiye lekin kam se kam 2 to hona hi chahiye. Aur PAN Card center jo hai vo aapke name par allot nhi hoga. Iske liye aapko apni firm ka naam dena hoga jaise ki aapki shop ka naam.
Aapki Shop ke naam par hi PAN Card Center aapko milega. Iske alwa aapko 2 witness (Gavaah) ki bhi jarurat hogi jinke sign hone. Adhik jankari ke liye aap cpmpany ki website visit kar sakte hai aur vha se contact number le kr company me contact kar sakte hai.
Company ki website visit karne ke liye yaha-> click kare. Website par jane ke baad aap apne nearest office ka address search kijiye aur vha par contact kijiye. Aap unhe mail bhi kar sakte hai.

3. AlanKit
Friends, Kisi vajah se aapko CSC Center nahi mil pata hai to fir aap private secter me bhi franchise ke liye try kr sakte hai. Lekin iske liye aapko thoda paisa kharch karna pad skta hai. Yadi Private Secter ki hum bat kre to AlanKit aapke pass best option hai.
Yah company franchise ke liye aapse security ke taur par 50,000/- Rs tak charge kar skti hai. Lekin main yah aapse yah baat fr se kehna chahunga ki kisi bhi company ya organization ko paisa dena ke pahle apne level par puri jaanch padtaal jarur kar lein usi ke baad aap kisi bhi type ka transaction kare.Frnachise ke liye yaha click kare-> Alankit Franchise Form.

4. Religare
PAN Card aur Aadhar Card ki franchise lene ke liye Religare bhi ek best company hai. Religare ki website par jane ke liye aap
yaha click kare. Yah comapny aapko PAN Card ke sath sath Aadhar Card banaane ki bhi franchise deti hai lekin iske liye aapko 50,000/- Rs as a security amount deposite karna pad skta hai.
Adhik jankari ke liye aap company ki website visit kar sakte hai. Aur is website se contact number le kar call karke inquiry kar sakte hai.
Adhik jankari ke liye aap company ki website visit kar sakte hai. Aur is website se contact number le kar call karke inquiry kar sakte hai.
Yadi aap paisa nahi lagana chahte hai to CSC ek best option hai jaha par aapko dher sari services free me available ho rhi hai aur Govt. ke sath kam karne ka mauka mil rha hai.
5. SteelCity
SteelCity bhi ek bahut hi achhi company hai. Is Comapny se bhi aap PAN Card ki franchise le sakte hai. India ki kai sari cities me yah company PAN Card ka kam kar rhi hai yadi aap chahe to is company se contact karke Franchise le skte hai aur apna PAN Card ka kam start kar skte hai. Is company ki website par jane ke liye yaha -> click kare.
6. KARVY
Friends, Karvy ek bahut hi famous company hai aur shayd aapne is company ka name pahle bhi suna ho. Yadi nhi suna hai to koi bat nhi ab jaan lijiye is company ke bare me. Yah Company aapko har taraf mil jaegi. Aap google par bhi in companies ke bare me search kar skte hai jinke bare me mai aapko bta rha hu. Aap chahe to online ya fir offline is company ke office par jakar PAN Card franchise ke liye bat kar sakte hai. Is company ki website par jane ke liye yaha-> click kare.
Iske alwa dosto aur bhi compnies hai. Yadi aap apne area ki un sabhi companies ke bare me janna chahte hai jo PAN Card ke liye kaam karti hai aap is nsdl ki is official website par click kare. Yaha par aap apne state aur district ka name select kare. Aapke samne ve sabhi companies open ho jaegi jo aapke area me PAN Card ka kam karti hai. Aap sidhe in companies ke office par jakar contact kare.
To Dosto, Aaj humnse sikha ki How to Apply for Pan Card Agency in Hindi.
Yadi is post ke madhyam se main aapki thodi si bhi help kar paya hu to please mujhe comment karke jarur bataye. Aapke comment se mujhe aur energy milti hai jisse ki mai aisi hi aur post likhte rhu aur aapki Hindi me help karta rhu. Milte hai dosto meri next post me. Apna Khayal rkhiyega.

Social Plugin